CHEN-K - Qurbaaniyan - Lyrics | Urdu Rap

Rap Flow Lyrics - CHEN-K Qurbaaniyan Lyrics

CHEN-K - Qurbaaniyan


[Chorus]
Qurbaaniyan ki, per koi bhi na dekhi,
Qurbanniyon se sabak mene sikhe, 
Dhakhe lage berehem zindagi ke,
Qurbaaniyon ki vajah se yahan pe,
Huh!

[Verse 1]
18 saal ki umer me,
Nikla me chori chupke ghar se,
Maa baap dono dar me, fikar me
Ki beta akela gaya naye seher me.
Zeher koi dil me, junoon mere khoon me,
Kanoon mere vakhre, dare duniya kyun ye,
Shayed kyunki mu pe, me sach bolu karve,
Ye soche yu batmeezi kyun kare sukoon se.
Meri marzi, tu niche reh,
Teri tezi chati he, pehchan le,
Anjan chhoro apne hi de dhoke baaziyan,
Peet pe khope churiyan, dhundke kamjoriyan,
Kamjori meri ek thi, vo nikli kamzor saali,
Pata nahi kitno ke sath soyi baari bari,
Dil bhari kyun na uski kardu me badnami,
Per malik chorke badle ki qurbani.

[Chorus]
Qurbaaniyan ki, per koi bhi na dekhi,
Qurbanniyon se sabak mene sikhe, 
Dhakhe lage berehem zindagi ke,
Qurbaaniyon ki vajah se yahan pe.

Halal! meri sari qurbaniyan!
Halal! meri sari qurbaniyan!
Halal! meri sari qurbaniyan!
Halal! meri sari qurbaniyan!

[Verse 2]
Suno logo ke dilo ke kilo me yun me maru dhakke,
Gake logo ko rulake, le lu sari me ilake,
Khelu larkion ke dil se bina koshish kiye,
Sikhu galtion se, ha mene bhi gunah kiye,
Taki ye beher kiye aansoon bichake,
Chala ye razati, saza nahi,
Jariye rab ki mili esi maar,
Jiski qurbaniyon ka mukabala nahi,
Qurbani, qurbani rondi me jau,
Per maa baap ki qurbaniyon ka jawab nahi,
Namazeh peru phir gunah kyun karu,
Chahiye koi bhi shayad jawab nahi,
Meri kahani ki kitaab pe pari mitti multani,
Mujhe diya pyar ki jhooti thi saari,
Seena phare saans me sahi se ayi nahi,
Dil ki qurbani.

[Chorus]
Qurbaaniyan ki, per koi bhi na dekhi,
Qurbanniyon se sabak mene sikhe, 
dhakhe lage berehem zindagi ke,
Qurbaaniyon ki vajah se yahan pe,

Halal! meri sari qurbaniyan!
Halal! meri sari qurbaniyan!
Halal! meri sari qurbaniyan!
Halal! meri sari qurbaniyan!


3 comments:

Arnav said...

ncccccccc

Hamza Rehman said...

Nice sir can I use it?

What is Coding? said...

op

Post a Comment